@SanjayJ31155459@ArvindKejriwal@Dir_Education Hamari sthiti to UN majduron se bhi bekar hai jinko Diwali per kam se kam bonus to milta hai hamara to bonus to dur chhutiyon ke bhi paise kat liye gaye hain samajh mein nahin a Raha Diwali kaise manaenge? government apni taraf se chhutiyan deti hai Lekin bhugtna hamen padta hai.