@pheonix_trader Sir aap buy kaise karte ho
Maine bhi gtt order 276 par lega rekha tha jo tigger tho hu par execute nahi hua and price uper hi jata reha
Market price par first 5 minute m he price 4-5% uper chala jata hai
@iManasArora Please aap time bata sakte ho kya kab aapne buy Kiya hai kuki m bhi morning m buy wali watch list m iesko dekh reha tha but vo negative ho raha tha after 2 pm ye move diya hai
@iManasArora First 5 minut wali candle relative volume dekhne ke chakkar mein Kai bar char , panch percent ki Ho jaati Hai fir usmein entry kaise banaen