@AmitShah @DevBhatia05 Enko koi fark nahi padta hai. Enki baje se or logo ko fark padta hai. Sab band kar do bt rally band nahi honi chahiye. Hamare liye covid ha bt enke liye nahi. Bus mai 50% ho bt rally mai pure hone chahiye.
आज रात 8 बजे
3 साल का मासूम नादान और नासमझ राजकुमार अचानक इतनी बड़ी ड्रग्स पार्टी में चला गया।
और वहां ड्रग्स देखर अचंभित हो गया पर अपने पापा को फोन नहीं किया नाही वापस घर गया
वहीं रुककर एक दो कश लगाकर अपने पापा की इच्छा पूरी करने लगा।
आज पापा को बहुत गर्व महसूस हुआ
#AryanKhan
ये वास्तव में ह्रदय विदारक है। ये तस्वीरें कानून और सिस्टम को शर्मसार कर देने वाली हैं। जो भी लोग दोषी हों उनके ख़िलाफ़ सख़्त से सख़्त कार्रवाई होनी चाहिए ताकि किसान परिवारों को न्याय मिल सके।
@msisodia namste recpcted sir. Ek garib Femly ke help kar dijiye. Jisse ki unki bachchi bhi age pad sake Govt school mai bhi Addmisan nahi ho raha he bachche ka 2sal se ghar pe hai or bachche ka padne ka bahut man Hai Delhi ke School bale Addmisan nahi kar rahe hai. Us bachchi ka
@rameshbidhuri@msisodia@EduMinOfIndia
Namste recpcted sir Hamare pass ke ghar mai ek femly rehti he Unki beti ka Addmisan hona h govt school me Bt Addmisan nahi ho raha hai 6th Class m Femly apne gao chali gai thi covid ki baje se plz help kare Femly ki Jisse beti pad sake age
@mansukhmandviya@AyushmanNHA Mere father ki application diye huye kafi time ho gaya he up ke gao me abhi tak koi card nahi or na hi koi response aya hai Unka cancer ka Opratin hona hai bt koi help nahi hai form jama ho gaye 4 months se jada ho gaya he 75yer old hai. Unki Help kare jisse unka Opratin ho jaye
@cmohry Sir ji shiv durga vihar faridabad mai nal lage hai. Or nal lage lage jamin mai ja rahe hai bt pani ke darsan aj tak nahi huye. Khali nal mat laga ke do pani bhi hona chahiye usms. Please baha ke logo ke liye kuchh socho
@cmohry@gssjodhpur@jaljeevan_ Nal to laga diye bt pani ke darsan aj tak nahi huye shiv durga vihar faridabad me. Nal me pani bhi ana chahiye sir ji. Khali nal ka kya karege ham log.khali Nal laga ke mat do. Pani ki bhi checking lijiye. Sare nal jamin me ja rahe he. Pata nahi kab pani ayega
@BJP4Haryana@mlkhattar@OPDhankar Hamare shiv durga vihar faridabad me bhi pipe line dali gai he bt pani aj tak nahi aya. Pipe line jamin me ja rahi he dheere dheere ab. Kripa kar ke dhiyan dijiye pvt bor se 15 din me ek bar pani milta he bo bhi 30mints
@cmohry@mlkhattar Kabhi ham logo ki bhi sun liya kare ap log. Ya sirf apni sun ke apni dikhani hoti hai. Shiv durga vihar faridabad mai pani ki samsya hai gali mai light nahi hai ek bhi
@KapilSharmaK9
Sir mere husband apke show ka wait kar rahe hai. Bo TV par or kuchh nahi dekhte bas apka show or news dekhte hai. Apka show dekh kar unko bahut achcha lagta hai or bo bahut khus hote hai. Apka show ham sabki tension kam karta hai or hasne ka moka deta hai