@RKC_FC Iss serial se kya batana chahte ho yaar ki bas ek Anami hai jisse sab kuch ata hai baki sab budhu bhare hai desh me. Matlab clg ke professors or principal V iske Q ka jawab nahi de pa rahe aur ye sab ans de di haad hai yaar kuch to realistic rakho