@KumarBulo Bijli ka kya halat bana diye hain ki jeena dubhar ho gaya hai is garmi mein. Aaplogo ko kya dikkat hoga jeevan me ,khoob mauz me hain aaplog. Tardih prakhand jila darbhanga ka bahut bura hal hain. 24 ghante me 48 bar line kata jata hain. Do something.
@samrat4bjp