Kuch gehre zakhm hai jo kabhi bar na paaye
Ek kahani hai jo har roz khud ko sunata hu
Tu phir kabhi lote gi iss ki koi aas na hoti magar
Saath main khayi "Qasmein" khudko yaad dilata hu
#poetry
Muddat se unke intizaar main baitha hu
Shiddat se unki mohobbat ka piyasa hu
Bss ek nazar kaafi hai mera haal badalne keliye
Main apni aakhoon main ka.ì samandar liye baitha hu
#poetry#poet#poetrylovers
Mere Qismat b toh Allah ne hi likhe hai na
Kuch toh mere liye b behtar likha hoga
Abhi kuch bure din chal rahe hai mere
Kabi meri Qismat ka b to savera hoga na
#poetry#viral#shayar
Mere Qismat b toh Allah ne hi likhe hai na
Kuch toh mere liye b behtar likha hoga
Ab kuch bure din chal rahe hai mere
Kabi meri Qismat ka b to savera hoga na
#poetry#viral#shayar