@alokrajRSSB Sir ji bhot acha jawab hai aapka . Lekin omr ki shikayat student kese kre competitor ko janta to nahi aapne students ka bhavishya kharab kar diya . ye dukh aap samjh pate ki har bar 1 point 1 number se rahna usko khud me kami lagta hai lekin yha to board hi..