Meri jindagi ki sab se badi galti is bike ko lena hi hai
Agar mera ye post koi hero company ka officer dek rahe ho to
Please π sir meri bike ka parmanent kuch kiye nahi to mai kisi din is mai aag laga donga
Mai bahut pareshan ho chuka hon ab
10 day pehle hi one way dalay
Hero bike sabse ghatiya hai koi bhi ye bike na le mere pass hai 19 month ho gaya hai lekin is ka one way chala jata hai 4 bar ja chuka hai
Sarvice centre bale 15 Day me bike dete hai
Koi nahi sunta hai ye bike leke mai
Pachta raha hon
Hero karizma xmr 210cc hai
Meri jindagi
@Lunasqde Hero bike sabse ghatiya hai mera sabhi se nivedan hai please π
Hero bike koi bhi na le
Mere pass bike hai karizma xmr 210cc 19 month ho gaya hai lekin is bike ka 4 bar one way chala jata hai fir company mujhe 15 din bad bike bana ke lete hai
Mai bahut pareshan ho gaya hon