@hardikpandya7@mipaltan National me jab achha perform karta hain tab kaha jate hain ye log jo aj gali de raha hain. Sayed Rohit vai v itna nehi socha hoga ki kya ho raha hain yaha.
@IconicKohIi Aap to cricket ko invent kiya aapko pata rahega jayada. Sala mujhe samjh nehi aa rha h log alag se Virat Kohli rohit sharma ek ek players ka fan kayse ban gaya. Team India bas itna kaffi h.