@BJP4India@narendramodi Desh ko aur barbad mat kijiye PM Sir,
Ek educated PM ka hona jaruri h jo har policy par vichar kr sake use samajh sake ...aur fir decision le...
Jai Bharat Jai India
@iamDhruvRathi Bhai sahaab aapne jo likha ho bola 100 %correct h , in 2 paisoon ke troller ki tension mt lijiye hmesa samaj ko jagrook krte rahiye ...
Proud h aap par jo Indian ho aap hmare bhai
@ChandanSharmaG Think about those common people who are depressed and suffering from bjp govt.
Desh title rakhne se nhi kaam krne se chlta hai Sharma ji.
Bina vjaha chaplusi krna bnd kijiye krna hai toh desh hit ki baat kijiyega