@saten_08 Main both leg disable hu esliye mujhe SE office control room me lga rkha hai
Aur control room incharge bol rha ha eshme chutti nhi milti 24/7 opne rakhna padta hai esliye Aaj mene XEN se bat karli vo bole kal Mt Ana mantralik karmchari ki chutti hoti hai contract base valo ki ni
@ksjat9462 Bol rahe hai control room 24 hour 365 day chalu rahta hai esliye nhi milti starday Sunday ki chutti Wednesday Thursday ko milti hai baki diwali wali ya koi or holiday chutti to lene hi nhi dete Jaise Aaj chutti hai fir bhi mujhe bulaya hai or 7,8,9 ko bhi Jana padega
Mehnat ka phal meetha hota hai 🔥
Officially Joined - PHED Bikaner 💧
#NewBeginning#GovtJob#aspirant@alokrajRSSB Thank you sir
आप PH में मेडिकल वाला नियम नहीं लाते तो syd ही कभी मेरा सलेक्शन होता 🙏
@ManzuDinesh Teacher sub ache hi hote hai bus vo insan ache nhi hote business bich a jata hai baki mujhe Rohit sir ke pdhane ka tarika acha lagta hai unki book padhke hi mera salection hua hai
@Parihar_India@JATbera1 Kahna asan hai karna kai guna muskil hai esliye Aap bhi karke dekho fir pta chalega sapne tutne pe jindagi niradhar lagti hai ya nhi