I) Imam Sadiq (a) se riwaayat hai
keh woh farmaate hai keh, agar tum Muhammad (s) aur unki Aal (a) ko khush karna chahte ho toh yeh salawaat Allahumma ya ajwada Padhe....
I2) Phir dua Allahumma Man Ta'abba padhe....
13) Phir dua Allahumma Ya Shahida padhe....
8) Phir Surah Ikhlaas, Aayatul Kursi aur Salwaat har ek 100 martaba padhe.ALLAHUMMA
SWALLE ALAA MUHAMMADIW WA AALE MUHAMMADIN...
9) Phir har ek zikr ko 10 martabah
padhe..
10) Phir dua Allahummaa man howa aqrabo padhe....
6) Sayyid Ibne Tawus apni kitaab Iqabl al-Amal mein farmaate hai keh,Rasoole Khuda (s) se marwi hai keh is tasbeehaat Subhaanal lazi fis samaa'e arsho ko 1000 martaba padhne se gunah maaf ho jaate hai....
7) Phir Tasbeehaat Arba ko 100 martaba dauraaye...
4) zawaal ke waqt zere (khule) aasmaan Namaz zohrain ke baad 2 rakat namaz padhe, jis mein Surah Fateha ke baad Surah Ikhlaas Ist rakat mein aur Surah Kafrroon 2 nd rakat mein, Jo shakhs is namaz ko anjaam dega to usey Arafat ke pahaad par qayaam karne ka sawaab haasil hoga.....
Yeh sawaab us shakhs ke liye hai jo apna waajib Hajj chhod kar ziyarat par na gaya ho....
I) Roza rakkhe siwaaye iske keh amaal karne mein mushkil pesh aati ho....
z) Ghusl kare...
3) Behtar hai keh is din Namaz zohrain aur Amaale Arafa Zere (khule) aasmaan anjaam de...
Haala'n keh aaj to yeh ummeed hai keh maawo (mothers) ke peyt ke bachche bhi Khuda ke lutf o karam se maala maal ho kar saeed o khushbakht ho jaaye, Is din jo shakhs Imam tusain (a) ki ziyarat ko jaaye to uska sawab 1000 Hajj o Umrah aur 1 000 jehaad se bhi ziyada hai...
Imam zainul Aabedeen (a) ne Arafa ke din ek saayel ki aawaaz sooni jo logon se khairaat maang raha tha, aap ne farmaya: Waaye ho tujh par (afsos hai tere haal par) keh aaj ke din bhi tu gair-e-Khuda se sawaal kar raha hai.....
Imam Hussain (a) Ke Haram Mein Shab e Arafah Se Yaum Eid ul Adha (10th Zil-hijjah) Tak Qayaam Kare (Ruke) Ta Keh Us Saal Mein Har Shar Se Mehfooz Rahe Sakey..
1) In Tasbeehat Subhaanal Lazi Fis Samaa'e arsho Ko 1000 Martaba Padhne Se Gunah Maaf Hojate Hai...📿
2) Phir Dua Allahumma Ya Shahida Padhe...
3) Phir Dua Allahumma Man Ta'abba Padhe...
ALLAH FARMATA Hai🕊✨️
Sabr Main Shikwa Nhi Hota,Bas Khamoshi Hoti Hai Aur ls Khamoshi Ka Shorr Sirf Allah Hi Sunta Hai Aur Wo Farmata Hai...
Ye Sakhti Bas Kuch Hi Waqt Ki Bat Hai Sabar Kar Lo Main
Sabar Karne Walo'n Ko Unke Gumaan Se Bardh Kar Aata Karta Hon....