@Shailen26551703@floating_roots Jahaan se
hum guzar jaate hain
Chaahe hara-bhara khet
ho ya dasht ki ret
Lehren paani ki
ya mod zindagaani ki
Wahaan se
sab pad-chinh
mit jaate hain
Waqt ke saath, waqt ke saath
jo saath saath chalte hain
woh bhi chhoot jaate hain
Yun hi haath se fisalta raha
milta-bichhadta raha
खोला
अरसे बाद
माँ का संदूक
उसमें छोटा संदूक
उसमें ताला लगी संदूकची
जिसमें संभले थे कुछ ख़ुतूत
एक रुहानी क़िताब की मानिंद
अब्बा की उर्दू के लच्छे
लिपटे थे अम्मा की खुशबु में
#बज़्म#सरस#शायरांश
📷Pinterest