@BJP4Bihar 2024 me bhi yahi kanun tha
Is bar sirf saja aur jurmana badhaya gaya
Aur ye sab paper leak hone ke bad ki karywayi hai
Paper leak kaise rukega ispar sarkar bilkul chup hai..
@NHAI_Official National Highway no.122B yaha pulia nirman ke liye gaddhe khod kar lagbhag 4 mahino se chhod diya gaya hai jisse aye din accident hote rahta hai abhi das din pahle chechar canara bank ke pas gaddhe me bike sawar gir gaya tha 2 bike sawari ki maut bhi ho chuki hai .
@SEVA_NBPDCL विदुपुर ब्लॉक के चेचर गांव में पिछले 36 घंटों से बिजली नहीं है
कब तक आएगी पता ही नहीं चल रहा है
स्थानीय बिजली विभाग के अधिकारी और कर्मचारी मोबाइल स्विच ऑफ किए हुए है