@kanpurtraffic@GreaterKanpur@kanpurnagarpol @vibewithraghu आप लोगों का बस यही गाना है महोदय संबंधित को अवगत कराया गया है सालों से यह हो रहा है आप लोगों को दिखता नहीं है आप लोगों की नाक के नीचे हो रहा है आपके लोग ही मिले हुए हैं पैसा खाते हैं आप लोग कानपुर को बर्बाद करके रख दिया है पुलिस ने
@kanpursneed@kanpurtraffic Main daily Kalyanpur se gujarta hun Aisa lagta Hai is char engine Ki Sarkar ki vajah se yah Chauraha aur jyada Chhota ho gaya hai kyunki yahan per traffic ko systematic karne ka koi bhi rul aur regulation nahin Hai
@ManishPandeyLKW Bilkul bhai main aapki baat se sahmat hun Aisa Hi Haal kuchh Kanpur ka hai. double engine Ki Sarkar Ne har jagah ki halat kharab kar rakhi hai
@UPGovt@CMOfficeUP@myogiadityanath Kaise ban gaya mujhe samajh mein nahin a Raha mere Shahar Kanpur mein road per chalna bhi mushkil ho gaya hai har jagah Jaan ka khatra hai traffic Sahi nahin Hai har jagah jaam sadke kharab