@narendramodi Modi ji Apke Up mai Thaana Garhipukhta mai Jila Shamli mai 1 ldki koo 5th February koo Fasi par latka diya jata hai or 24th February koo ldki ki death ho jati hai ilaaj ke dooran or aaj 5th March tk bhi Ldke ke ghr walo ke FIR tak nhi likhi jati hai itna brasht Pariwaar hai apka