#जाति_आधार��त_गणना करने @NitishKumar के मास्टर साहब आए थे जात के साथ-साथ इस भूमिहार के पास भूमि कितनी है,गाड़ी,लैपटॉप, वैवाहिक स्थिति,शैक्षणिक योग्यता सब पुछ लिए।
खैर,डमी खरीद के लिए थे ढेढ़ रुपया का एक ताकि असली वाले मे गलती ना भराए।
अब हम भी अपनी जाति सार्वजनिक रूप से लिखेंगे।
बड़े दुःख के सात कहना पड़ रहा है कि 20 साल सेना में काम करने के बाद और आख़िर में वायु सेना के अधिकारिओं द्वारा किए गए छल से बहुत कुछ सीखा पिछले साल। जवान मातृभूमि केलिए अपनी जान देते हैं, परन्तु ईसी सेना में कुछ गीद भी है जो उसमे अपना फ़्यदा देखते हैं। #isupportsgtghanshyam
#isupportsgtghanshyam@IAF_MCC sir aap logon ko itna bhi nahi ho raha ke ek baar ye hi puch le ke kya matter hai. Narazagi kya hai? 20 saal diye Iss desh ko Iss organisation ko. kya aapne veterans ke prati aapka yehi respect and honor hai dil mai. Jai Hind #indianairforce
#ISupportSGTGhanshyam#IndianAirForce#iaf@IAF_MCC jinhonne 06 November ko shabashi dii, unhi logon ne 15 August ko mere karya ka shrey kisi apne chite ko dilawa diya. Kya hum aise adhikaariyon pe bharosa kar sahkte hain jo itne swarthi hain. HAR JAWAN KE SAATH DOKHA
@RupamMishar#ISupportSGTGhanshyam bilkul.
Hum sabne jo bhi us din udhar tha hamare commander ki baat rakhi kisi ko pata nahi chalne diya, parantu commander shab aap ne kyon sachai chupai. Sharam aati hai ke maine darpok commander ke neeche kaam kiya.
#ISupportSGTGhanshyam Mujhe to milne ki umeed pehle din se hi nahi thi, but @IAF_MCC ne khud citation banwaya pure Agra station ko bataaya aur ab mujhe lagta hai ye to inke liye time pass hai airmen ki feelings ke saath kehlne ki? Ye insult mere akele ki nahi sab airmen ka hai.
#ISupportSGTGhanshyam bhaut bhaut aabhar aapka itne ache vicharon ke liye. Faujiyon ko jab bhi jarurat padi hai nagarikon ki tab chand hi saamne aate hain baaki to kewal status mai hi Fauziyon ki izzat karte hain 😔😔