@DelhiJalBoard@CMODelhi@LtGovDelhi@KuldeepKumarAAP@DelhiJalBoard Problem still not resolved. Aapke ATR me kaha gaya tha ki Rajvir Colony, Gali No.1, Kondli Ghodli me sewer overflow resolve ho gaya hai. Lekin latest video me sewer ka paani abhi bhi road par bhara hua hai. Video me aaj ki date (28 Aug 2026) aur time bhi visible h
Abhi tak koi action nahi hua. Complaint #DJB004139414 register hue kai din ho gaye, lekin na koi team aayi aur na hi samasya ka samadhan hua. Sewer ka paani ghar aur gali me bhara hua hai. Kya kisi badi durghatna ya bimari ka intezar ho raha hai?
@DelhiJalBoard@CMODelhi
@KuldeepKumarAAP ye video hamare area Rajvir Colony, Gali No. 1, Kondli ki hai. Main sewer overflow hone ki wajah se sewer ka paani puri gali me bhar gaya hai. DJB me complaint DJB004139414 register hai, lekin abhi tak koi action nahi hua. Kripya is mamle me turant hastakshep kare.
@RohitSh75835130@DelhiJalBoard @akhilesht84 @Saurabh_MLAgk@CMODelhi Beshak km pressure se aa rha ho tb bhi paani gharo tk phuch jaata hai lekin jin galiyo me pipe baaki पाइपों ki tulna me upper uthe pade hai un galiyo ke gharo tk paani nhi phuch paa rha hai. 3/3
@DelhiJalBoard
@RohitSh75835130@DelhiJalBoard @akhilesht84 @Saurabh_MLAgk@CMODelhi Pipe line jo bichhayi gyi hai saari jaghe sb Engineers ki अनुपस्थिति me bichhayi gyi hai bina kisi level measure kre jiska परिणाम ye nikal ke aa rha hai jha jha pipe ka ढलान vha tk paani phuch jaata hai. 2/3
@DelhiJalBoard