अष्टादश पुराणेषु व्यासस्य वचनद्वयम् |
परोपकारः पुण्याय पापाय परपीडनम् ||
We Have Two Ears And One Mouth So That We Can Listen Twice As Much As We Speak
TVIhelp FOUNDATION NGO के मजबूत साथी आर्यन और महेंद्र ताकर जयपुर मनिपाल हॉस्पिटल जयपुर में पहुंच कर रक्तदान किया दोनों भाइयों का बहुत बहुत धन्यवाद🙏
@TVIhelp#tvihelp
@FutureD42912257 @Dreams863 @dpradhanbjp to aapko kya kast hai usse
aap govt ho??
aapko hm me se koi personally msg kr rha hai kyaa?
aapko kisi ne tag kiyaa?
aap kyu footage khaa rhe ho faltu me
spotlight me rhne ka shok hai aapko??
kisi ne aapko kha ki dekho ye hangama kr rhe h aaop roko eenko
kha kisi ne aapse aisa
@FutureD42912257 @Dreams863 haa bilkul aap sahi kh rhe ho
aisa kro aap @DG_NTA inse ek aur chance maang lo
jo second chance me bhi naa appear ho paaye unke liye aap third chance maang lo
hme bksh do aap
hmse baat krne se aapko kuchch nhi milega
@FutureD42912257 @Dreams863 thik hai bhai tum sahi ho hu galt hai
aap sahi kh rhe ho
ab hme mt kho ye - @dpradhanbjp education minister hai inse bahas kro jaake
hm govt nhi h hme hmara kam krne do
@FutureD42912257 @Dreams863 to bhai ham thodi kr rhe hai postpone
hme kyaa bol rha hai
hum to apni baat rkh rhe hai
tum bhi jo khna hai wo kho hmaare bich me kyu ghus rhe ho
hume bolke kya hoga
@FutureD42912257 @Dreams863 iss baar koi 2nd chance nhi milega
agar oct me 2nd chance milna hi h to fir ye sb kyu ho rhaa hai
aur fir sept me koi dega hi nhi exam, sabhi 2nd chance k bhrose baithe rhenge
officially announce kiya gya hai kya ki 2ndchance hoga?
apne aap se hi sochke baitheho kya 2nd chance😅
@FutureD42912257 @Dreams863 acha ab 16 lakh students hai sbko ek ek krke reason dena hoga kya
tweets ho rhe hai regularly unme reasons bhi hai jaake dekhlo
aur hmne yha RTI nhi khol rhka hai jo tumhare rights ka dhyaan rkhe
aur ye jo pattern ka reason de rhe hai ye bhi students hi hai
@ComplaisantPlay @DG_NTA @dpradhanbjp haa lekin yha advance ki baat ki gyi hai
wahi postpone hui h Oct tk
baaki agar koi aur bhi galti hui ho to mention kr skte hai aap