@SKAggar45820899@AamAadmiParty Apko bhi pta h congress time Pakistan attack krta h to America jate the our rote the ki mar gya mar gya Aaj use uske bhasha me Jwb mil rha shri abhinandan sir ko kis dada giri se vapas laye the bhul gye rajneeti ki jgh desh ke bare me soch le to aacha rahega ๐๐๐
@AamAadmiParty Sirf unke leye bhi kuch boliye jinhone mas ke tukde feke h kavad yatri ke upr unke leye kyo ni kha kuch bhi agar modi Yogi khas bhi de to vo apke headlines ban jate h Delhi selampur me itne bade cheej hue h uske leye bhi to kuch bolo ya phir delhi me hindu safe ni h ab ..๐๐๐๐
@AamAadmiParty@ArvindKejriwal@isudan_gadhvi@Gopal_Italia Delhi me selampur me kavad yatri pe mas ke tukde feke h sir uske leye ni bologe kuch ap kyo feke h Delhi me he itne freedom de rakhe h in logo ko ki khule me hinduo ke sath aisa kr re h kyo sir iska jwb ap tweet krke he dijiye wait h apke jwb ka
@AamAadmiParty Sir u.p me to kise ke himmat ni hue kavad pe mas ka tukda dalne ki ap Modi Yogi shor machate ho aaj Delhi me selampur me kavad yatre ke upr mas ka tukda feka iske leye to apne koi tweet ni kiya our na kuch bole ap ye cheje to ni dikhte kise bhi insan ko sirf rajneeti kro ap ๐๐
@AamAadmiParty Sir bilkul darege aache kam kre ho ap agar apke pass power hoti to aaj crypto market ka ye hall na hota our petrol diesel gst me aa jate ye cheje to h negative jinhe bjp gov dekh ni re h but kuch positive bhi h duniya me izzat bade h Shri Narendra Modi ji ki wjh se.
@AamAadmiParty Aaj pure duniya me itne izzat sirf Shri Narendra Modi ji ki wjh se koi desh aisa ni h kisne Bharat ka loha na mana ho kise desh ki himmat ni h samne bolne ki our ap India ka name badne ki tension ni lijiye sir ap aache leader h kyo badnam krne pe tule h desh ko man jao plz ๐๐๐
@SKAggar45820899@AamAadmiParty Our ye dollar price spike sirf Indian currency me ni hue h go and chk sabhi currency pe impact pda h kyoki Russia, vkrain war ke wjh se pr ap sab to ye hall banaya hua h na ki fever bhi hu to modi je ne viral fela Diya gir gye to modi je ne pathar fek diya๐kya hoga smj ni aata
@SKAggar45820899@AamAadmiParty Sir ji modi ji ke aane ke bad dollar Mandi ke time pe 7.8 rupee increase ho gya us se pahle to congress the jab desh azad hua tab 1 rupee qual to 1 dollar tha vo vaha 72 rupee kase bada uska question ni hua yha is mande ke time me bada to parche ban gye ๐๐ kuch ni hoga desh ka
@AamAadmiParty Our hamare desh ke P.M ki life style se he desh ki power ka aandaja lagta h ap kya chahte ho ye G7 ki metting me 200 rupee ke kapde dal ke jaye our vaha public plane se jaye economy class me sir ye sab plz ni kriye ap hamare Raja ho hamre leye socho ye bekar cheje ni kro sir .
@duttsanjay Sir ji jab 16 sal ka khalnayak dekh li ๐
Use din se ksm khaye ki bure kam ni krne sikh Li h apke movie se mene jisko bigadna h bigde hum to apko dekh ke sudhar gye ..๐
@AamAadmiParty Sir ek he rep h ek dusre ke ilzam lagana band krke hamare problems pe dhyan do ap bhi aacha kam kr re ho our modi ji bhi ek dusre ek khilaf ulte sidhe bate band krke dono milke hamare socho plz apko ise leye apna Raja banaya h humne na ki is leye ki ap dono aapas me ladte rho.
@AamAadmiParty Aaj is insan ki wjh se puri duniya me Bharat ka danka Baja hua h kejriwal sir
Ye ni hote na ek sec lagata china attack krne me ap sab ka kuch ni jata bus aapas me ek dusre pe ilzam lagate ho sir hum middle class log h apke ek dusre ke ilzam lagane se ghr ni chalta hamara .