@saleemspeaks2 What a stupid way of moral policing . When the people who are among the most porn addicted people in the world ask such obnoxious questions must be dealt with a snubbing attribute.
Junaid Hafeez, a brilliant professor, has been wrongfully imprisoned on false #blasphemy charges in 🇵🇰 since 2013.
Is there any mercy for him?
How many more years?
Will he ever be free?
#FreeJunaidHafeez 💔 1/
@qaiseraraja@YouTube Yeh sahib har mamlay main apni tang zaroor aratay hain. Mashoori ki itni bhook hai in mosoof ko kay moka hath say reh na jaye. Baysharmi aur dhatai in pay khatam hai
@qaiseraraja Raja sahib us waqat sa darain kay jab ap is qanoon ki zad main agaye. Yehan baray baray burj ulat tay hoay dekhay hain hum nay lehaza fazool main sirf ratings kay liay har mamlay main qpni tang arana band karain. Jack of all trades bannay say apko kich hasil nahin hona
@StudentOfAhmad Razi this raja guy is not worth debate specially a religious one he is a bigot and the only thing he can do is to try to malign and disgrace the pious names of our beloved ones. So leave him like this your precious time does not worth a stupid guy like him
@qaiseraraja Janab apki dhurki dekhi hai jab saleem mir nay apko dabocha apka sans lena dobhar ho gaya tha bas rehnay dain ap raja sahib apkay bas ki baat nahin
@qaiseraraja This raja the obnoxious fool is trying to spit the moon and ultimiately will cover his face with filth. What is his contribution other than cofuaing the illeterate people and make a name for himaelf and earn some views and clicks for hia fianncial benefit.
@abroofatima_ Yehi asal farak hai khudai jamat aur duniya kamanay walay mullon main. Jab tak danka baja masoom ahmadiyyon ki zindagiyon say kehltay rahay kyun kay pata hai yehan say mazahmat nahin honi lekin jahan say mazahmat hoi wahan azanain detay rahay aur akhir kar muntashir ho gaye
@ImRakiti_ Hum sabar kartay hain lekin yaqeenan dukhay dil say he kehtay hain kay humara mola apnay pyaron kay liay ghairat rakhta hai wo zaroor para para karay ga tumhain
@MalikEhtisham_1 Yeh ghulam sahib firing kar kay 6 logon ko zakhmi kar chukay thay uskay baad inka marna banta tha waisay ap kya chahtay hain ahmadi linemain khara ho jain aur aisay ghulam ayen aur sab ko mar dain ? Main hamesha kehta hun aqal aur brelviat aik dosray ki zid hain
@MalikEhtisham_1 Apki post apki jad aur zuriat dono ki nishandahi kar rahi ha yaqeenan yeh nuqs zahir hai. Bas wait and watch allah kay pyaron pay hasi aur lanat krnay walay kabhi kamyab nahin hotay balkay para para kar diay jatay hain humara mola kafi hai wo khud jawab dayga
@SabeeKazmi786 Sir kashbkay yeh awaz apnay us waqat uthai hoti jab ahmadiyon ki masjidon aur gharon say allah aur rasool e paak ka naam mitanay kay liay yeh jathay nikaltay thay. Allah apni aur apnay nabi ki ghairat rakhta hai jab mazloomon pqy zulm karo gay to uska badla allah khud leta hai