@myogiadityanath msg kar rAha hu ... Ghaziabad (district) loni ( sub district) mein sangam vihar nala road ka nivasi hu .. hmari samasya ka sangyan le ...sir
@myogiadityanath kitni baar complaint kar chuke hain bus ek jawab ki piche se problem hai ... Hume to lgta hai yeh janbujh kar janta ko pareshan kiya jaa raha hai taaki janta Sarkar se naraz ho .. aj bhi subah se light nahi hai ... Jab koi upaay nahi samajh aaya to aap ko msg ..
@myogiadityanath sir mein ghaziabad district mein loni ( sub-district ) mein rehta hu , pichle kaafi samay se yaha light ki samasya bnai hui hai , din ho ya raat kabhi bhi light cut kar di jaati hai aur ghanto tak pareshan karti hai ... Electricity department me koi sunvai nahi