@siddhar83081061 Bete aapke shri Shree 4002 papa ke pass Mera number hai aap unse le sakte hai aur baki sabhi ke pass bhi hai Mai aapse ab bat karna nhi chahta mujhe laga pehle pitaji hai so itna baat kiya magar jab baccho ka brainwash Kar diya jaye to bacche sanskar bhul jate hai so take care
7 saal se farzi hi karte aaye ho farzi se zameen likhwana upar se farzi paper banwana court me diye ho acchi baat hai dekh lenge inke pass bhi sabhi proof hai samjhauta karne aate ho aur Jane se maarne ki dhamki uska bhi video hai shivakant rai ka
@Sfoundation17@Uppolice@cmo तुम लोगों की तरह फर्जी नहीं हु, सबकुछ कोर्ट में जमा है, ५ साल पहले कहा से हुआ है कुछ? इतन��� झूठ मत बोलो फर्जी आदमी, और न्यायालय में झूठ नहीं चलता मैने तो प्रमाण दिया है वीडियो के साथ की संतोष राय जी किस प्रकार गुंडागर्दी करते है, आपके पास कोई प्रमाण नहीं है धमकी देने का
@siddhar83081061 Beta aap bahut chote ho jo sikha rahe hai ye sab bolne ke liye bol do ye sab acchi baat nahi khud to barnad hue hai apne baccho ko kyo barbad Kar rahe hai study karne aaye ho man laga ke padho pariwar ka nam roshan karo pita ki tarah na bano kalank khaandan pe
@siddhar83081061 Dekha ye hai sanskar bolne ka beta jo Baap ne sikhaya wahi bolenge thoda tabiyat Sikh lo baat karne ki mai to 20 saal se Delhi me hi hu apne fraud Baap se puch lo kanya raashi se kisko Choona nahi lagya aur kau kiske Kharche pe pal raha hai aur pariwar me kitni izzat hau wo pta
@siddhar83081061 Beta aap se kli baat nahi karni jis din aapme papa ji baat karne layak ho jayege wo khud baat Kar lenge wo galat baat karna start kiye the mere liye so mujhse galat baat na kare to accha honga kyoki mujhe bado ki izzat karne aati hai unka pta nahi
@siddhar83081061 Tu.hre Baap me beta bataya nahi kitni dalali Khayi thi Mai to jo liya wo wapas Kar diya kyoki meri aadat nahi chori karne ki aur dusre ke maal pe ji da rahne ki well aap bacche ho aap se Mai kya behan karu aapse kuch nahi boln aap study karo khush raho bhagwan tumhe har khushi de
@siddhar83081061 Tumse beta kya behan karu tum rahne do nahi ke aage naniaura ka bakhan nahi kiya jata aur waise insaan ki nakhoon ki barabari nahi karna jiska DNA ME PROB HO
@siddhar83081061 Paisa diye ho proof hai wo dikha dena transfr to kiye honge chalo wahi dikha do to man jaunga Kaun se acc se transfr kiye ho aur kis chiz ke liye .. ya ab account freez ho gya
@siddhar83081061 Bete Mai to sahi inssan hu tabhi bloc nahi karta aur muhh chipa ke nahi bhagta.... aap study pe dhyan do aap fraudiye ke chakkar me na pado iska yahi kaam hai ram ram japna paraya maal apna.. na khud me kabhi sanskar liye na pariwar me tabhi Pariwar me bhi gaali khate hai
@siddhar83081061 Tumhre pass no hai mera so mere sath beta khel na khelo apne Baap jaisa nahi bano tum samjhdar bano wo to dna me uski fraud likha hai maug insaan hai.. aap study pe dhyan do careers se bada much nahi aur Kaun se no pe Kab call kiye Jara details bhejna to Mai batau
@siddhar83081061 Farzi Kaun hai apne Baap se pucho aur usko laun kya kya kahte hao milna dikha dunga tumhre abbu kitne acche hai beta aap se kya behan karu mujhe abhi tak yahinlaga ki wahi I'd use kar rahe hai magar tum ye sab likh rahe ho ye sirf nhi ho iske peeche farzi inssan hai
@siddhar83081061 Beta Mai aapse nahi jo aap ye sab likh rahe ho apne papa ke kahne pe likh rahe ho aap mere liye mere bacche jaise hi ho jaise nivaan aur baki bacche .. aapki isme kli galti nahi papa ko samjhao aur paper dekhna ho to batabdena kaha aana hai Mai aake dikha dunga beta
@siddhar83081061@Uppolice@cmo Police santosh rai ko nahi aapko 4 garlic deke gayi aur thane me bhi 10 garlic khake aaye ho aap ..waise bhi aapko khane ki aadat hai cahhe wo dusre ka maal ho ya gaali.. jisko izzat nahi wo nanga hota hi hai
@siddhar83081061 Ab itne loot ka kaam karege to Dada ka pardada bhi case ladege honge tabhi to Bola farziwada DNA me hi hai... aur paper aap dikhane se bhag rahe the kabhi bank me jana hai to kabhi loan liya hu paper pe jitna baar paper Manga gya utna baar bahane upar se jaan se maarne ki dhamki
@siddhar83081061@Uppolice@cmo Hm bhi paper dekhegee baate banane se nahi honga ab to paper dikhana padega aur farzi video bhi jo ban kr ghum rahe hai ..
@siddhar83081061@Uppolice@cmo DNA me dalali aur fraud ka kaam hai nhi pta to jaa Kar check Kara lo aap report me yahi aayegaa warna gawah chahiye to Mai dedunga aapke ghr wale hi sign Kar denge ye sach hai..
@siddhar83081061@Uppolice@cmo Muhh lagane ke liye aankho me sharm chahiye wo to bech ke aalmari me rakh kiye hai to kaha se muhh dikhayege zi dgi bhar dalali kiiye iski topi uske sir kise do paise maar le yahi kam pehle tha aj bhi sare paper court me Chek honge wait kare guru