@Shoaib_Jatt Pehle Mai Shoaib jatt ko Janta Bhi nahi tha ye Kon hai lekin hamari awam agar Kisi ka picha Lele to puri kom Jan jati hai well done Shoaib jatt mujhe to ap sahi Lagte ho well bro logo kaam hota hai bolna ap apna kaam karte raho
@ZakaWaqar Waah AP to mahaan ho Bhai AP to jadugar ho AP kabi ghalat nahi ho sakte kiyu k AP to Waqar zaka ho AP ko to award Bhi Mila hai AP to web 3 k Bhi keere ho AP ki waja se to hum zinda hai Bhai ye Jo Bhi Bolta hai wo Sab AP k apne bande hai
@ZakaWaqar @bitgetglobal @BitgetPakistan Dunya ka koi Bhi insaan nahi bata sakta k ab khareedo aur ab becho Sirf Waqar Bhai Pakistaniyo ko chuttiya bana Kar pese kama Rahe hai aur hum Pakistani chuttiya ban Rahe or in k group mai Sab inke bande hai ziyada tar Jo profit sent Kar Rahe Hain