@SHABAZGIL clearing hamesha next day ka hi stamp lagta hai jis din woh cheque approve hona hota na ke same day ka. it's very basic banking transaction kisi cashier se bhi puch lete woh bhi bata deta apko
@MalikAb18233043@HammadHassan30 Khuda ko maano yar mein bhi sindhi hun. Sindhi or baloch log buhat shaista andaaz se baat karte hain. Woh famous hi apni mehmaan nawazi or respectful behavior ki wajah se hain