उत्तर प्रदेश लोक सेवा आयोग में एएनएम के पदो हेतु 5272 पदो पर बम्पर भर्ती आई हुई है जिसका फॉर्म दिनांक 28 अक्टूबर से 27 नवंबर तक है अत: योग्य अभ्यार्थी आवेदन अवशय करें|
@Radhemahwa RADHE BHAI AAP RESEARCH ASSISTANT KI EXAM DATE AAGE BADWANE KI KOSIS KAREN KYUKI MAI ABHI FINAL YEAR ME HU OR JUNE ME ISKA EXAM H OR MAY YA JUNE ME HI FINAL KE EXAM HOTE HAI OR AUGUST ME ISKA RESULT AATA H JISSE HUM IS VECANCY SE OUT HO JAYENGE KIRPYA KUCH PRAYAS KARE...DHANYWAD
@RNSSM2020 @alokrajRSSB@RajCMO@UdayBansrota @stenounion बहुत बहुत धन्यवाद रमन सर आपकी मेहनत और संघर्ष के परिनामस्वरूप अधिसूचना का आगमन जल्द से जल्द होगा...🙏🙏🙏
@bharatbeniwal_ Cet ke baare me bhi aawaz utha do bhai ...lakho berozgaro ki zindagi ka sawal h nhi to is baar berozgar jabab denge is sarkar ko chunav me......ise harne se koi nhi bacha sakta....
@TheUpenYadav Agar 15 Guna ka niyam Raha to 1 lakh vecancy nikalwane ka koi matlab nhi hoga.....bhai aapse umeed hai kuch karo bhai......agar kisi mai 100 vecancy hai to usme kya keval 1500 hi exam denge kya....bhai cet ko vdo ki tarah qualify karwao.....👏👏👏
@TheUpenYadav Kya hua upen bhai berojgar saathiyo se mooh mod liya kya vaise to 1 lakh vecancy nikalwane ke liye lad rhe ho par aaj cet ka Ganda khel sarkar khel Rahi hai uske khilaf eak sabd nhi nikla mooh se......bhai kirpya karke berojgaro ke sapno ko mat tootne do cet qualify karwao .👏👏
@ashokgehlot51#CET_एक_धोखा
Cet me 40 percent karo
Kyuki 40 percent nahi to vote nahi
Kyuki yuva berojgar sarkar ko kabhi maaf nahi karega......kirpya dhayan dijiye cm sir.....aap chahe to kuch bhi sambhav hai...humare sapno ko mat todiye......👏👏👏👏