@apsarawrites Bs kalesh nhi chahiye aadmi ko, you know mostly ladki na ek choti si bat ko itna bada kalesh bna deti hai, jiski jarurat bhi nhi hoti.
Aur ladke chote matter ko bs khatam kr dete hai,
@JaikyYadav16 Abe jab salary 17000 hai to,
Train se bhi ja skta tha na, Flight se kya nakli hesiyat dikhane gya hai.
Gajab hai, 250 rupey ka samosa kha skta hai lekin ₹25 Kg Wale aloo nhi kharid skta, wo mehnge lagte hai.
Tum Bane hi ho dusro ka entertainment karne k liye
@SurbhiMaradiya@RubikaLiyaquat Unhone ₹21 fir bhi daal diye
Aapse to wo bhi nhi hua. 🤭🤭
PM hai to iska mtlb ye thode hai ki 5-10 crore deke aayenge, wo apne man ki bat hai dena na dena, bs man m bhakti honi chahiye.
@NCIBHQ Kabhi kabhi to ye bhi dekhne ko milta hai ki, kuch young girl senior citizens ki seat pr baithi hoti hai, but wo us seat ko senior citizens ko offer nhi krti.
Aur hamare senior citizens bhi apne haq k liye nhi bolte hai,
Wo sochte hai ki koi baitha hai to baithne do 🤗🤗
@ArvindKejriwal Pehel DTC sambhal le uske bad baat kriyo,
Cluster bus ko start krke tum log maut bat rhe ho logo ko,
Ek to service itni Kam h, uper se bus Wale rokte hi nhi bus, aise chalate h jaise unke baap ki bus h. Agr unse kuch keh bhi do to ladne lagte hai.
प्रिय @DelhiPolice,
ये आदमी प्रधानमंत्री के लिए अभद्र भाषा का प्रयोग कर रहा है.
प्रधानमंत्री के मृत्यु के बार में बात कर रहा है।
@Uppolice@DCPCentralDelhi@noidapolice इस व्यक्ति के खिलाफ़ से सख़्त से सख़्त कार्यवाही की जाए.
@Anita_meena2@doctorrichabjp Ha bilkul jaise Prime minister khud hi train chala rhe the, Kon sa Nasha karte ho aap log.
Ye ek technical fault tha, jiski wajah se ye sab hua.
Is hisab se to kejriwal, Mamta, Harish Rawat ko resignation Dena chahiye tha.
Pta nhi kaha se padh likh kar aate ho aap log
@AamAadmiParty@AAPNareshBalyan@ArvindKejriwal Ye wahi aadmi h na iske pass, Congress k corruption ki puri file h,
Kya hua isse file ghum ho gai kya ya fir khud bhi corrupt ban chuke hai .
जो बंद करने आये थे तवायफों के कोठे मगर
सिक्कों की खनक देखकर खुद ही मुजरा कर बैठें.
@SarveshMishra_ Jhut bolne ki bhi had hoti h Aapiyo Sanjay Singh Sansad banne se pehle bs 20 rupey mahina kamata tha ticket black karke 😂😂😂
Ticket k dhande me kamai nhi Hui to aa Gaya janta ko lutne dusre chor k sath 😂😂😂