Meri Zindagi Ke Raaz Mai Ek Raaz Tum Bi Ho
Meri Bandagi Ki Aas Mai Ek Aas Tum Bi Ho•
••
Tum Kya Ho Mere!
••
Kuch Ho Ya Kuch Bi Nahi Magar
Meri Zindagi Ke Kaash Mai Eo Kaash Tum Bi Ho•
Voh Behti Naddi Si Hai Aur Ruka Hua Hun Mai
Voh Hai Mukammal Si Aur Toota Hua Hun Mai..
••
••
••
••
Uske Aage Koi Wajood Hai He Nahi Mera
Khazaane Si Hai Voh Aur Loota Hua Hun Mai!!