#KaranKundrra : Jisko Jo karna ha Karo Meri tum Tino ko yahi nashiyat ha apna apna Ghar sambhalo hum aane wale hai....🔥
Karan ne ab apna game start kiya ab Tak Bhai Sirf Dekh Raha thaa kon kitne paani me ha...😼😉
#BiggBoss15#BB15#KaranKundrra
Khud ne Bina matab ke conversation start kiya ...
Khud ne Teju ko target Kiya
Or jab samne se teju ne inko sahi jawab Diya toh sab ke symprathy lene ke liya Rona dhona shuru kirna drama karagi ye Donal Didi..😬😬
#BiggBoss15#BB15#TejaswiPrakash#TejaTroops
Ye log Abhi se #TejasswiPrakash ki trolling karne lage are Bhai woh koi drama nahi Kar rahi woh Aisi hee ha Jake uska interviews & KKK dekho sab Pata lag Jana ha woh Aisi hee ha woh koi Sana ya koi or banne ka try nahi maar rahi...
#BiggBoss#BiggBoss15#BB15