Reh Gaye Dasht Mai Tanha To Watan Yaad Aaya,
Pani Paaya To Har Ek Tashna Dahen Yaad Aaya,
Lekr Har Cheez Madine Se Chali Thi Zainabس,
Bhai Ki Laash Par Pohchi To Kafan Yaad Aaya💔
Jab Bhi Kabhi Zalzale Ki Shidat Mehsoos Ho Toh Zameen Pe Baith Jao Aur Zameen Pe Haath Rakh Kar Zameen Ko Mukhatib Kar Kay Kaho....Aay Turab Tujhe Abu Turabع Ka Wasta Tham Jaa🥺🥀#Earthquakes