@umashankarsingh@myogiadityanath Drones ki zarurat hain jo thermal imaging kar sakein aur turant mist spray ya water airdrop use karein. Par jo bhi ho, humare desh ki congested galion mein zaruri hai drone AI tech taki ye logon ko bachaya ja sake.
@gaurav_sanyal07@bharatsuraj01 Yahan par sarkar ki galtion par parda dalte dalte bhul gaye ki kitne masoomon ki jaan ek entrance exam le gaya. Congress bhi jimmedar hai is stithi ki par kayi log jo virodh kar rahe hein Dharmendra Pradhan wo parties ke naate nahi apne bhavishya ke naate sawal utha rahe hein.
@gaurav_sanyal07@bharatsuraj01 Matlab Bhajpa samarthakon ka sahi hai. Ek pariksha jo lakhon ne di uska paper leak hone diya phir itne bache ho suicide kar lie RENEET ke tanav se who bhaad mein jaye. Yahan to gunah karne par thodi marramat karke shabasi mil gayi. Mein to CJP samarthak bhi nahi par 1/2
सोचिये पिछले कुछ सालो में अनगिनत एनकाउंटर हुए जिनमें कई पर गंभीर सवाल उठे! परिजन चीक चीक कर अपनी आवाज सुनाने की कोशिश करते रहे! किसी ने नहीं सुनी! मीडिया के लिए खबर कभी नहीं बानी!
कोर्ट तक ने जब इसपर सवाल उठाया तब भी नहीं!
लेकिन बिहार में भरत तिवारी के एनकाउंटर ने सभी मीडिया को आवाज दे दिया!
बात बुरी है, जब "क्लास एंड कास्ट मैटर्स" की बात कही जाती है मीडिया अक्सर सामने आकर इस बात को सही साबित कर इस थ्योरी को और मजबूत कर जाता है!
चलिए एक और पॉजिटिव सोच यहाँ से रखते हैं की भले किसी केस से जगे,जगे तो सही और भविष्य में हर गलत एनकाउंटर पर सवाल उठेगा
@RahulBajpai4@bstvlive Inhone tatkathit tonti hi churai aapke hisab se par wahan to Hinduon ka itna pavitra mandir lut gaya. Agar kisi aur ke Raaz mein hota to abhi vilap chal raha hota
@bstvlive Ek to chori upar se seenajori wala path Bhajpa aur usse jude sangathanon se kafi seekhne ko milta hai. Khud galti karo, dusre ko doshi thehrao aur maal kamao. Ab hinduon ko dekhna hai ki apne Mandir mein hui chori ka sahi jawab mangenge ya Amrit Kaal ki dhara mein bahut jayenge.
@Padmakumarpatil@rohitjain2021 Kahna chah rahe hein ki humein malum hi nahi sarkari khajane se prachar prasar aur sansadon vidhyakon ki kharid firot kaise ki ja rahi hai. PM Cares fund se leke tamam COVID ke dauran jo scam hue abhi to unki hi purti nahi hui hai. Jhamajham list hai, pata nahi aur kya kya.
@Amar656185 Sab lutere hain yaar chahein padri ho ya pujari ho ya Maulana, baba, duniya bhar ke dharmguru. Dharm to dhandha hai hi sabse changa. AI aane se ghanta farq nahi pada. Sab dharm ko market ki tarah dekhte hein. Paisa banate hai aur band darwazon ke piche maal udage hein.
@AnupamHB Yeh jaanch ko prabhabhit karne wala bayan hai. Nirman Samihiti member Nripendra Mishra aur Deputy CM ne clean chit to aise de di jaise Champat Rai ke nahi aur kisi gair ke driver se bada maal baramad hua hai. Saaf hota hai bachane ki koshish hai. Nyay to khair choriye.
@krisdiva000@RituRathaur Bruh what else proof you need. One of the ledgers from the Trust itself blew the whistle. If nothing happened why a SIT was formed. 18000 p.m. salary holders got rich like there is no tomorrow. Imagine what their masters have been earning. It is clear a as day now.
@dibakardutta_ Aw sweet NTA agency that has never been involved in any paper leak
This inept agency is a failure and should have been disbanded. Just like Ram Mindr trust, a lot of corruption going on here too. Give me a break. Above and beyond my foot.
@LaxmiMishra1402@Usb1umr@epanchjanya Bhajpa wale sab se aise baatein karte hein par unse koi palat kar bol dein to kayaron ki tarah logon ko tag karne lagte hain. Ram Mandir chori par ye shabd nahi nikle par jahan asani se gali di sakti hai wahan asli rang dikhte hain.