@Aneetxluv But agar usse aneet se pyar h to usse aneet ke baare m sochna chaiye small fight ke vajah se x or insta m aneet ko support karna kyun chodna aneet ke fan vaise bhi nahi h x m shipper h but biased ek fariha buss aneet ki big supporter thi so usse x m aane chaiye aneet ke support m