@rajniti2026@Antidote1x Freedom struggle me the isliye data me kam dikhte hain ground par jyada Central UP to pura Brahman dominated area hai.
Pure desh me jitne milakar Block Pramukh nhi honge itne Central UP me hain ek akele Kanpur me jitne Block Pramukh hain utne kai State me nhi hain
This includes
Charmkar/Jatav/Dhusia/Jusia/Ahirwar/others-11.26%
Ahirwar are totally a different caste mainly reside from Etawah/Kanpur upto whole Bundelkhand. In MP they are a separate caste but in UP clubed with Jatav/Charmkar.
After removing them
Charmkar-10%
At present-9.2%
@Antidote1x Bahut hain itne isme bhi dense hai baaki ye census me bahut khamiya hain ground par match nhi karti Brahman isse bahut jyada hain like Ayodhya me Brahman - 11% the but on ground aaj 16-17% se kam nhi hain ye census ek overview ke liye hi hai bas
@Antidote1x Waise ye aaj ke time mayne nhi rakhta kyuki Azamgarh/Ghazipur/Mau ke maximum Brahman Vanaras me rahte hain yaa phir Prayagraj me but isse ek overview mil sakta hai basawat ka aur kuch nhi
@Antidote1x Prayagaraj, Ayodhya ye Purvanchal nhi hai haan Ambedkar Nagar jarur Purvanchal hai.
Brahman bahut kam the around 8.5% baaki Gorakhpur me normal hain Brahman kuch pockets ke alawa DEORIA me jyada hain.
Vanaras me bhadohi me jyada
@Antidote1x Kahan se liya ye data??
Kuch bhi post karne se better post mat karo
Purvanchal me Brahman kam the baaki core Braj jaise ki
Agra/Mathura/Aligarh yahan Brahman percentage jyada thi Bhadohi ke alawa hardly kisi district me except Deoria Brahman 10% se jyada the
@Awasthiji990 In Barabanki each and every seat Brahman are around 10-12% but Haidergarh (SC) - 20%
Ramnagar - 17%
Dariyabaad - 15%
These seats are Brahmin dominated
BRAHMAN , YADAV AND THAKUR DOMINATED SEAT AYODHYA TO ETAH
=======================================
BRAHMAN
========
1-Bakshi Kaa Talab
2-Sarojini Nagar
3-Lucknow West
4-Lucknow North
5-Lucknow East
6-Lucknow Central
7-Lucknow Cantt
8-Sawayazpur
9-Shahabad
10-Hardoi
11-Maholi
@Golu_Piles@baazi4045 Kahan se laate ho data??
Isme se 70% jo hain Old Lucknow me hain baaki aaspaas ke district se aakar base hain .
Baaki ye sab Brahmano ko vote karte hain jo local hain aur ye Shia hote hain Sunni aaspaas ke district se aakar base hain