@amitmalviya Timing bahut sahi chuna hay. Jaysi hi Manipur ki baat samne ayi west bengal ki kahani rachi gayi. Public ko etna bhi bebkoof mat samjho hume sab dikh raha hay aur samajh me bhi aa raha hay.
@BBCHindi Sharam nehi aati apko? Opposition party ko sab pata tha aur aap logo ko kuch bhi nehi? Phir bhi double engine sarkar ki danka bajate phirte ho.
@narendramodi Ek aur natak shuru. Har baar election se pehle naya naya topic pe natak shuru kar deta hay. Ye karenge wo karenge bla bla bla. Election khatam hote hi enki memory loss ho jata hay.
@BJP4India@rsprasad Manipur me aag lagi hay, desh ke bahut sari jaga dub rahi thi tab saheb bidesh chala gaya tha wo sahi tha? Sare opposition party ko eksaath dekhkar pet dard kar raha hay kya?