Main na maa kasam bata rhi hu ki ab jo gobar track chal rha hai na isse bhi bade gobar tracks ane wale hai so be ready for that. Mera toh sahi maine toh dekhna hi chod diya main ab sirf #himanshika ke content dekhti hu.
Jab tak writers change nhi honge yahi hoga
#rimjhim
I'm just done with this shit now
I'm litterally rewatching all the preleap episodes that gives me more sukoon
Mere #rimeer ko barbaad kar diya in writers ne narak bhi naseeb nhi hoga inhe
#rimjhim
#rimjhim ki nibbipanti alag, uska yash jaap alag aur veergarh ki praja ke liye uska dedication alag.
Wo chahe kitni bhi bewkoofi kare pyaar aur rishton mein lekin veergarh aur uski praja ko kabhi for granted nhi le skti isliye isliye khazana toh rim hi leke ayegi
I deadly want this to be memory loss as in today's epi I suspected the same
Literally I felt like sam is trying his best to make her remember him
#rimjhim
Yashika Sharma is nominated.
Most Popular Television Actress in a Lead Role — IFTA 2026
Rimjhim — Rimjhim: Choti Umar Bada Safar
No jury. Public votes only.
Vote → https://t.co/sAhDG7PPiU
#IFTA2026@YashikaSharma#Rimjhim#rimeer
@thatmadnerd Agar is bande ko galti se bhi pata chal gya ki iski HAMARI RIMJHIM ke saath kisi ne aisi harkat karne ki hai toh bhai usko toh bhagwaan hi bachaega phir SSS se
Yaar asli trend karne waali cheez yeh hai ki CHANGE THE WRITERS FGS SSP
Whoever are the current writers they literally don't know how to write a god damn script. Because of their intolerable writing audience are backing out from watching the show.
#rimjhim
@Chatoic_mind23@thatmadnerd#rimjhim
Exactly us situation mein dono ko blame nhi kiya ja skta for not doubting palak as wo situation hi aisi create ki hui thi ki dono dimaag se faisle lene ke bajaye emotionally dil se saare faisle le rhe the.
@deep_veer1 Aur jab baccha hurt hokar kabhi palat kar jawab de ya argument kare toh ya toh baccha badtameez ho jata hai ya achanak se unki parwarish mein khot ho jata hai. Bado ko kuch keh nhi skta wo baccha choton par gussa utar jaaye toh matlab wo apna dhaus jama rha hai.
@deep_veer1 Literally he stated truth... ma baap kitna bhi sunaye sun lo dil mein chubhne wali batein bole rulane wali batein bole sun lo kyunki wo tumhara kabhi bura nhi chahte fine. Phir yeh bhi bolenge ki parents ki baaton ka bura nhi mante wo ache ke liye hi bolte hai.
Aaj ka ep dekhke main 2 hi assumptions kar skti hu ki ya toh phuli #rimjhim nhi hai ya rim jaanbujhkar aisi harkatein kar rhi hai taaki sabko yakeen ho ki yeh rim nhi uski koi hamshakal hai that is maybe very important for her plan to execute further
Mujhe aisa lag rha hai ki vass ka bharosemand admi yash hai. Aur yash ko vass ne inform kiya that #rimjhim is back in mahal so vass confirmation chahta hai ki she is real rim ya some planning tabhi toh wo rim se milne ke liye zid kar rha tha. Also rim doubts or is sure of yash
Aaj seriously makers ne phuli ke through audience ko kitna raigbait kiya jab phuli rim ke kapdo ke baare mein bol rhi thi like hamne bhi toh kitna bola hai ki rim ko hamesha ghaghra choli ke alawa kuch nhi dete
#rimjhim