@Aloksharmaaicc Sb nehru ji ne hi Kiya tha tab bhi india ka Economy list me kahi naam nhi tha...
Itne saalo me kabhi india Developed nhi ho paya ...
Pata nhi kya kya kiya tha
@DEEPAKdasak21 India ki rank 157 and Somaliya 123 and Hmse upper pakistan hai ...kon banata hai yeh report unse bolna chahta ek baar in desho me ja kar bol kar dikha de ...aukat pata chal jaygi