Ek aur saal beet gya us manzil tak pahunchne ki khwaayish mai,
Magar ek bhi kadam na badha sake ham us manzil tak pahunchne ki koshish mai!
Kuch khwaab kya hamesha khwaab hi reh jaayenge ki ranjish ne,
Sone na diya hame inn khwaayishon ki kashish ne!