When Franz Kafka said,
"There are times when I am convinced that I am unfit for any human relationship."
And Moshin Naqvi said,
"Meri haathon ki lakeeron mein yeh aib hai Moshin, main jis shakhs ko choo loon woh mera nahi rehta."
Hamare raub , hamare khauf aur hamari pahanch door door tak hai
Hum apko unn jagahon se bhi bacha layenge jahan kisi ki pahanch nehi hoti
Even from the god of death
@ssr
Ek jhalak dekh lein teri toh chale jayenge,
Thoda awaz sun lein teri toh chale jayenge,
Thoda chu lunn tujhe toh chale jaayenge
Kaun aya hai idhar ta umra bitane ke liye
@ssr
Mujhe sharab pilayi gayi hai ankhon se,
Mera Nasha toh marne ke baad utrega ,
Aur thoda jldi ana mere zanaze pe,
Kyunki jalane wale meri taraf intezaar nehi karenge ....
Tum purnima ki chaand priye sitaron se ghiri hui
Main amavas ki raat priye kali si tanha raat sahi
Tum asmaan sa door priye
Main samandar sa gehra sahi
Milna hoga toh milenge khwabon main
Kyunki haqiqat main milna mumkin jo nehi
@ssr