@umeshpatelcgpyc Ye festival maharashtra me sabse achha manaya jata hai..
Gau mata, bail ko achhe se sajakar unka pooja kar ke unke sath photo khicha jata hai family members k jaise
Respected sir. Handicapped coache non handicapped log baithe hain aur pure coach ko bheed kar diye hain.. train number 17057 hai.. jo csmt se lingampalli tak ja rha hai.. please take action against them sir. @IRCTCofficial@RailMinIndia@RailwaySeva
Sir yahan Manmad railway station me ticket booking counter 2 me online QR scanner Bhi hai aur passanger ko pareshan kiya ja rha hai chilhar paiso k naam se.. please take action against this lady mam..@RailMinIndia@Central_Railway
@umeshpatelcgpyc Ab to bahut time mil rha hai aapko manniya @umeshpatelcgpyc ji.. kabhi hamare gram Tetala bhi aa jaao.. gramin walo ka halchal jaanne..
@umeshpatelcgpyc Ab to bahut time mil rha hai aapko manniya @umeshpatelcgpyc ji.. kabhi hamare gram Tetala bhi aa jaao.. gramin walo ka halchal jaanne..