khwahish e deed jo kar baithe sar e tur koi
tur hi badh ke tajalli se jala dete ho
justuju le ke tumhaari jo chale qais koi
is ko majnun kisi laila ka bana dete ho
/naaz khiyalvi
पत्थर की चमक है ना नगीने की चमक है,
चेहरे पर सीना तान के जीने की चमक है।
पुरखों से विरासत में हमें कुछ नहीं मिला,
जो दिख रही है खून पसीने की चमक है।
- स्वयं श्रीवास्तव
hum fasiilon ko sajaa denge saron se apne
aap sharminda na hon nauhagaron se apne
kaifiyat ek si ab dono taraf hai shayad
hum bhi uktaane lage charagaron se apne
/munawwar rana