This is the official character twitter handle of the Comedy Show ‘Taarak Mehta Ka Ooltah Chashmah’, produced by Neela Tele Films Private Limited.#TMKOC
Sabko jalebi-fafda khilane ke chakkar main Jethalal khud reh gaya hai bhukha, aur fafda khane na milnese bichare ka muh ho gaya hai chota. Aage kya hota hai jaanne ke liye dekhiye #TMKOC aaj raat 8:30 baje. #TaarakMehtaKaOoltahChashmah
Mehta ji ko mili hai office se 2 din ki chutti, Purush mandal ki ideas hui fail, par Jetha ki Idea sabko pasand aayi. Jetha ne aisi kya idea lagai hai? bataiye comments mein. Aur dekhiye #TMKOC aaj raat 8:30 baje. #TaarakMehtaKaOoltahChashmah
Boss aaye Mehtaji ke samne banke waiter, aur Jetha, Sodhi hai iss baat se bekhabar. Ab Mehta ka kya haal hoga jaanne ke liye dekhiye #TMKOC aaj raat 8:30 baje. #TaarakMehtaKaOoltahChashmah
Mehtaji ko office jaane ke liye ho rahi deri, aur boss ko unke late aane se ho rahi pareshani.
Aage kya hota hai jaanne ke liye dekhiye #TMKOC aaj raat 8:30 baje. #TaarakMehtaKaOoltahChashmah
Mehta Sahab chilling ke mood mein to hai sahi, par kahin ghadi ke band padnese ho jaye na kuch gadbadi?
Aage kya hota hai jaanne ke liye dekhiye #TMKOC aaj raat 8:30 baje. #TaarakMehtaKaOoltahChashmah
Sabke kehne par Jetha Kar raha hai acting, Bapuji bane hai Shehenshah aur Jetha ban gaya hai Salim.
Aage kya hota hai jaanne ke liye dekhiye #TMKOC aaj raat 8:30 baje. #TaarakMehtaKaOoltahChashmah
This will put a BIG smile on your faces😉
Watch tonight's episode to know what is coming up! #TMKOC at 8:30 pm on @sabtv#HasoHasaoDivas https://t.co/OxPw5bjyOn