@DrAsh_Mahendra @DG_NTA Sir i think No,not Needed because chahe kuch bhi kar lijiye koi is bat ki garranty nahi de sakta ki abki bar ka paper kaisa hoga yato scam nahi hoga par agar ham vapas achhe doctor pana chahte hai to #BanNeet because ye direct gov school student ko affect karta hai..so plss
@Nikitacg17 @koushiktweets@IndianExpress Seriously mere father ki income itni hai ki vo ye afford nahi kar sakte aur me general category se hu kya seriously meri seat reserve hai??
@anubha1812@dpradhanbjp Mam last day it happened and now no one can do anything..hame paper 10 min late diya..take it at 5p.m..and paper was too lengthy to complete in 3 hour..but what we can do..i can just tell that our education system is very very low..koi kam ki nahi hai
@koushiktweets@IndianExpress I think that's very good...i give neet this year...first hame paper late diya no extra time...out of syllabus and also 20 extra mcqs... seriously this is very unfair with those students who can't afford neet classes #BanNeet
@anubha1812 Well jab ham isi vajah se NEET cancellation ki demand kar rahe the tab hame kaha gaya ki apne padhai nahi ki is vajah se ap aesa kar rahe ho..but now plss understand jab tak india curroption free nahi hota koi bhi entrance exam lena faltu hai
#banneet_savetnstudents
gov curroption ko hata nahi sakti to garibo ka hak kyu mar leti hai bachhe 10 std se classes join karte hai yani 10 11 12 ye tino std dummy school karte hai tab milta hai mbbs me or garibo k pass itne paise kaha hote hai @PMOIndia@TheAnuragTyagi@anubha1812@ZeeNews@ANI
@NidhiTanejaa Sab paiso ka khel hai...india jo mahenat karta hai vo doctor nahi ban sakta par ha jo paise vala hai vo ban sakta hai..when I was telling to #cancelneet they tell tum ne padhai nahi ki hogi but reason ye tha kyunki ye har sal hota hai #banneet_savetnstudents
@NidhiTanejaa Sab paiso ka khel hai...india jo mahenat karta hai vo doctor nahi ban sakta par ha jo paise vala hai vo ban sakta hai..when I was telling to #cancelneet they tell tum ne padhai nahi ki hogi but reason ye tha kyunki ye har sal hota hai #banneet_savetnstudents
@ShamirFaraz11@queitus007@Shrey92042447@anubha1812@dpradhanbjp sirf classes join karne vale hi kyu NEET crack karte hai?agar board exam cancel kiye due to covid to abhi bhi exam kese le sakte hai because covid is not over board exam cancel karna unke liye profit hai jo allen akash jese classes join karte hai aur board prepare nahi karte
@ShamirFaraz11@queitus007@Shrey92042447@anubha1812@dpradhanbjp Paper lena curroption nahi hai par students ko bina school jaye present milte hai ye to curroption hai is sal 30% reduce ki vajah se school me vo course nahi chala par NEET me course hai yani gov hame ye kahena chahti hai ki classes join kare
@queitus007@Shrey92042447@ShamirFaraz11@anubha1812@dpradhanbjp Vo agar me nahi rok pai na to bhi koi afsos nahi hai kamse kam tum jesa student to nahi hi hu jo khud curroption ka hissa hai..beta tab bolna jab kisika bap ho..limit jab tak me limit me hu varna bolna mughe bhi ata hai
@Architguptajii @cbseindia29 ye same question un students k liye hai jo middle class se belong karte hai aur NEET ka wait kar rahe hai kyunki agar unhe gov me admission nahi milta to college me admission k liye bahot pareshani hogi aur exam conduct karne jesi situation nahi hai so plss support #cancelneet
ही घ्या @TimesNow ने दिलेली ठाकरे मंत्रिमंडळातील शिक्षण साम्राटांची यादी. फी कपातीचा निर्णय प्रत्यक्षात का येत नाही, यासाठी काही वेगळ्या खुलाशाची गरज आहे का???