@streetstylestre This is absolutely ridiculous! I returned two pairs of sandals due to a size issue, and after 15 days, I STILL havenโt received my refund. You donโt answer calls, donโt respond to messagesโare you running a scam?
Khud ko phir ek Ishq mein bone ka dil hua,
Phir aaj mera phool sa hone ka dil hua,
Barson ke baad aaj badi der tak hansi,
Itna hansi ke baad mein rone ka dil hua.
Apni haalat ka mujhe dhyaan nahin hota,
Ishq sacha ho to aasan nahin hota.
Khairiyat puchhta hai sirf dikhawe ke liye,
Wo mere haal se anjaan nahin hota...