@_YaaroKaYaar_ Thankyou! π« Tum bhi Khao...ππ Maine Suna hai jootha khane se DOSTI aur chachaji ka Vishwas dono Badhte hai π
#VishwasNaHogaKam#YehUnDinonKiBaatHai
Dear 'Tebru' And 'Boss Ka Chamcha'
HAPPY RAKSHABANDHAN!π Bhaiya mere Rakhi ke bandhan Ko nibhana Bhaiya mere choti behen Ko na rulana!
Aapki behen
Naina
#HappyRakshaBandhan#YehUnDinonKiBaatHai
Chachaji ka Vishwas Zindabaad!ππ Mai sooli pe chadh kar bhi chachaji ka Vishwas nahi todungi!! Jai ho chachaji Ki!!! Chachaji Ka Vishwas Amar Rahe! Aao Shapath Lein Hum Marr Bhi Jaenge Par Apne Chacha Ka Vishwas Nahi Todenge! ππ
#YehUnDinonKiBaatHai#ChachajiKaVishwas
Kya Naina ka apne parivaar ko chunna hai sahi, ya Sameer ka usey bewafaa samajhna hai sahi? Bataiye humein comments mein, aap kiski taraf hain, #TeamSameer ya #TeamNaina? Aur dekhiye #YehUnDinonKiBaatHai, Mon-Fri, raat 10:30 baje.
Chalo Ek Bar Phir Se
Ajnabi Ban Jaye Ham Dono
Na Mai Tumse Koi Ummid
Rakhu Dilnavaji Ki
Na Tum Meri Taraf Dekho
Galat Andaz Nazro Se
Na Mere Dil Ki Dhadkan
Ladkhadaye Meri Bato Me
Na Jahir Ho Tumhari
Kashmkash Ka Raaz Nazro Se ππ
@_YaaroKaYaar_
#YehUnDinonKiBaatHai#YUDKBH
β’Mera Futureβ’
Aye Ji Oo Ji Suno Na Beta Dikha Do Naa!ππ Oo Mere Pati parmeshwar Mr Sameer Maheshwari Ji! Chaliye Naa π Dekhiye mai haath pair bhi jod rahi hu!
@_YaaroKaYaar_ #YehUnDinonKiBaatHai#YUDKBH#BetaKaJhamela π€¦π
@_YaaroKaYaar_ @snehak23 Toh bas fir Movie date ka idea chod dijiye!π Warna Taiji college aana Jana sab band Kara dengi upar se shadi bhi Kara dengi meri kisi aur se!
Meri Pyaari Swati!β€π€§Yeh dosti hum nahi todenge, todenge dum agar tera saath na chodenge!
#YehUnDinonKiBaatHai#SwaNa
PS: Yeh photobomb kisne Kiya?!π€¨