Subhash Chandra @subhashchandra#NCLT ka damad hai ya @BJP4India ka. Kitna paisa khilaya hai bsd wala tum logo ko. @MCA21India kitna khilaya hai settlement ke liye.
@AnilSinghvi_ kya kahna hai isper. Ya muh per tala lagane ko maalik bola hai.
@narendramodi ji, @AmitShah ji, respect kho rahe hain aap log.
Agar ye sach bhi ho jaye tab bhi kuchh badalne wala nahi hai, BJP ke sare FM ek jaise hi bajte hain jaisa unko uper se bajaya jata hai... Arun ji the ya fir Nirmla sab ko jo uper se bola jata hai wahi karte hain...
Haa, ek change hoga, Nirmla ke muh kholte hi jo gussa aata hai wo nahi aayega.