@narendramodi_in@narendramodi Aap hamesha apne man ki baat karte rahe r aaj tak apne man ka hi kiye, aap hamesha samanta par bolte hain magar reservation jaisa deemak desh k bhavishya ko khokhla karte jaa raha hai uspar bhi kabhi aap man ki baat kar lijiye.....vote bank ki politics se aap bhi apne ko alag nah
@narendramodi Jaatiwadi ati pichra ka baat kaun sunega.......o alag baat hai ki ham 15 saal CM r 12 saal se PM hain, hamko sawarnon ne itna sataya ki PM hi bana diya
@narendramodi Mahamanav ji aap to hak ki baat na hi karo to behtar, ab aap india ka most irritating PM ban chuke ho, ab aapka fekna kaan me teer ki tarah chubhta hai, Hindu Ekta ka sarvnash karne wala jhutha PM
@narendramodi Maa Ambey se yahi nivedan hai ki aap jaise mahamanav ko sadbudhi de ki desh ko jaati k aadhar par khandit karne ka jo paap aap kar rahe hain use na kare, satta to aani jaani hai magar aapne jo Sanataniyon k saath viswasaghat kiya shayad isko bharne me na jaane kitna samay lagega
@narendramodi@DrMohanYadav51 Modi ji ab bahut jaati-jaati khel liye, sadiyon baad Hindu ek hua tha r uska aapko faida bhi mila, magar aapne apne karyakaal me sab kuch gobar kar diya apne sawarna virodhi soch k liye
@narendramodi@DrMohanYadav51 Bilkul ye aapke agenda ko sabse adhik prabhawi dhang se implement kar rahe hain, for example jaise aapne to abhi draft hi Kiya tha ki hinduon ko todna hai isne laagu kar diya......r shaayad aap usi baat k liye aap uska prashansa bhi kar rahe hain
@narendramodi Are Trump putin choriye, desh me jo jaati ka jahar gholen hain usko thik kariye, ye tabhi thik hoga jab aap Mohan yadav r Dharmendra Pradhan jaise Hindu virodhi ko BJP se baahar karenge, nahi to ye dono milke BJP ka sarvnash kar dega, jiska sabse adhik taklif sawarna ko hi hoga
@narendramodi_in@narendramodi Are Modi ji ab to desh ko free kar do, kitna jaati ka jahar samaaj me ghologe. Shayad Sanatan samaj k liye aapse bada panauti PM koi nahi hua.... sangathit ho rahe Hindu ko aapne Aisa toda ki kabhi jud hi nahi paayega. Yogi ji ko harane k chakkar me aapne sara had paar kar diye
@narendramodi Aak kisi ko swasth rahne kahan diye , apne bache k bhavishya k liye din raat bina khaye piye aapke kaale kaanun k virodh k sarak par bhatak raha hai
@narendramodi Hamare Mahamanav g ko muslim country se award lene ka aisa sanak sawaar ho gaya hai ki ab ye kisi bhi had tak ja sakte hain.....desh bhale hi grihyudh me jal raha ho
@narendramodi Hahahaha ye mahamanav bharat k Yuva ka baat kar rahe hain jiske liye aapne university me UGC me ammendment karke jail ka rasta taiyar kar diya hai........ab agar google me jhutha r dhongi type Kiya jaayega to Modi hi aayega....... sadiyon baad santani sangthit hua tha jo aapko .
@narendramodi Desh ko jitna dhoka aapne diya hai, Sanatan ka naam le le kar manch se jhutha aansu tapkakar shayad bharat k itihas me kisi neta ne nahi Diya, Sanataniyon se itna nafrat jisne aapke jaise naakawil insaan ko apna Raja bana liya...... itihas aapko kabhi bhi maaf nahi karega
@narendramodi Bite ek dasak me aapne Hindu ko aapas me ladane ka bahut suniyojit kaam kiya........ab shayad koi sach ka Hindu hitaishi neta hoga bhi to bhi Hindu bolega ki kahi ye bhi Modi jaisa dhongi to nahi hai
@narendramodi Ye urdu lekh aapke upar bahut jach raha hai.......12 saal tak nakli Hindu banke hinduon ko baate...ab kya hai na hindu log aapka sara khel samajh gaya
@BajrangPunia Tum congress ka bhoppu tha, r tum kaisi ka ladaai nahi lada sirf Neta banne k liye ye sab drama Kiya, kuch dino tak to laga tum sahi kar rahe ho magar ab sacchai saamne aa gayi hai, r ye public hai sab jaanti hai
@somvir_rathee Pahali baar aisa ho raha hai ki disqualified hone k baad bhi aisa dikhaya ja rahai ki usne gold medal jit liya ho......are Bhai wait ko balance rakhna bhi usi ki jimmedari thi jisme o fail rahi r IND ka ek medal kam ho gaya