@Kashifabasi1987 Bhai jub bijli awam may tohfa hu ge tu ahsaan he hutay jo aj tuk chal rahe hain
Bijli ka tohfa , motorway ka tohfa , gas ka tohfa , underpaas ka tohfa , bridge ka tohfa bhi ye zaroriyat hain tohfay nahi app ahsan nahi ker rahe isi liye app ko vote diya hay