Mere bhai ne apni sari jimmedari nibhai..vo apni har khushi apni family ko samil karte the..par uski wife ne uski last baar tk uske bachcho se baat nahi karai or n hi Milne diya .
@myogiadityanath@Uppolice@DMKanpurDehat
@Vaibhav47287158@myogiadityanath@Uppolice@DMKanpurDehat Bilkul sir hogi mere bhai ki galti ..but etni bhi nahi ki uske hi bachcho se n Milne diya jaye ..last time tk ...or jhuthe us par case kiye koi or uski family ko fasaya jaye
Mera bhai etna kamjor nahi tha ..par vo apno se haar gaya. .main chahti hoon ki mere bhai ke case ki mamle hi puri tarah jhanch ho. @Uppolice@myogiadityanath@DMKanpurDehat
@Dheeraj77194350@dm Or jo unki puri life unki wife tamasa banati rahi
Unke kids se nhi Milne deti thi gande gande arop lagati rahi uska kya or jo mere Mummy Papa ke sath kar rhi uska kya
@Pawan_PandeyBJP@DMKanpur Prayas sare kiye ..or Abhi bhi kar rhi hoon bs ye hota ki har koi apne ghr ki ghr me niptata ..har kisi ki ijjat hoti ..ab jb bhai nhi raha mera to kahe ki ijjat
मैं विकास की बहन, मैं चाहती हूं कि भाई को इंसाफ मिले, मेरा भाई लम्बे समय से डिप्रेशन का शिकार था जिसकी जिम्मेदार केवल और केवल भाई की पत्नी है। फेयर जांज हो और जो भी रहे लेकिन पूरे मामले की जांच कराई जाए।
#PMO#YogiAdityanath#AmitShah#UPPolice@DMKanpur
@shal0001@Shilpee51552335@dm@myogiadityanath@DMKanpurDehat@Uppolice Vo akele hi sb jhelte rahe ..or agar 50 log baat kar to jb vo jivit se tb koi khada nhi qki koi kisi ke beach me nhi padna chahta socho uske marne baad kitne log khade huye ..koi nhi koi nhi chahta ki mere bhai ke sath kya hua ..or vo kaise mara
@shal0001@dm Apko kuch nhi pata h ki mere bhai ke sath alag rah kar bhi kya kya kiya uske bachcho se nhi Milne deti or n hi kabhi baat karati thi . Or usko ghr se nikal diya tha or to or us par etne gande gande case lagaye the ki ap soch bhi nhi skte vo akela bechara kya kya sahan kar raha