Ek time pe itna Aura tha abhi to ekdam Auraless hogya h. Blud has lost everything. Ab bas iska dehati fanbase bacha h iske sath. Last 1 saal me bhut kuch change hogya. Hope in future aise changes ho ki Mera khud man kre dekhne ka firse. Till then
Adios, I enjoyed you my 🐐