Bansuri ki dhun Esi Laage,
Mann Shyam Shyam ho Jaye
Vrindavan Mathura Dwarka
Sab krishn Dhaam ho Aaye
Ek hi naam Sun Kar Jhum uthy
Jab Krishn bhi
Radhe Radhe ho Jaye !!
Zuban , Dil ko Saaf Rakha
Kya Fark Parta Hy Tumhe
Mene Geeta Ya
Quran Ka gyaan Rakha!!
Jo main keh dun khud ko kafir
Tou Khuda Ne mujhko
Kis Taraf Rakha ?